🌺 Aaj Ki BaaT 🌺
Apni Nazroun Ka Khayal Rakho, Aap Ki Nazar Say Nah Koi Insaan Gir Jaye Aur Nah Aap Kisi Insaan Ki Nazar Say Gir Jao.
💦💦💦💦💦💦💦💦💦💦💦
🌺 Aaj Ki BaaT 🌺
Apni Nazroun Ka Khayal Rakho, Aap Ki Nazar Say Nah Koi Insaan Gir Jaye Aur Nah Aap Kisi Insaan Ki Nazar Say Gir Jao.
💦💦💦💦💦💦💦💦💦💦💦
✦✦Bismillahirrahmanirrahim✦✦
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
🍁Jumaa ka din musalmano ke liye Eid ka din hai🍁
📚Hadees: IBn Abbas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne farmaya ye din (jumaa) eid ka din hai jo Allah ne musalmano ko ata farmaya hai, isliye jo jumaaa ke liye aaye to ghusal kar le aur khushbu mil jaye to laga le aur tum par miswak bhi hai.
- 📔 (Sunan ibn Majah, Vol 1, 1098-Hasan)
PLZ FORWARD TO OTHER MUSLIMS •─━━━━━══════━━━━━─•
❁ ❁ ❁